Recent Posts
I am becoming increasingly cynical with each passi...
An excerpt from a journalist’s account of what he ...
tooo tired to write anything.............
Went to PAF museum today. A lot of people from var...
you can also go to this site for a list of more or...
hurry up and make donations! here are some places ...
Just today I was reading the tafseer of Holy Quran...
Allah’s Messenger said: 2 words are light on the t...
The atmosphere suddenly seems so charged up now th...
Whoooooosh!!!!!!!!!!I've been sooo very buzy for t...
Archives
June 2005
August 2005
September 2005
October 2005
November 2005
December 2005
January 2006
February 2006
April 2006
May 2006
June 2006
July 2006
August 2006
September 2006
October 2006
November 2006
December 2006
January 2007
February 2007
September 2007
Saturday, November 05, 2005
Eid Mubarak!
Eid bhi zakham zakham aayee hai Sarzameen jhoomte chanaron ki Khaak aur khoon mai nahaee hai Be-sahaara hain kitne Aadam zad Aisa lagta hai iss kharaabe mai Aasman ke siwa nahi koi Sunne wala zameen ki faryaad Ik ajab be-kasee hai her jaanib Ik wehshat saji hai her janib Kesi be-chaargi hai her jaanib Koi ma’zoor hai koi majboor Siskiyaan le rahi ho jese fiza Chhat nahi hai kisi ke sar per yahaan Ub nahi koi apne ghar pe yahaan Har taraf mayyatein hain payaaron ki Sarzameen jhoomte chanaron ki Khaak aur khoon mai nahaee hai Eid bhi zakham zakham aayee hai (Ajmal Siraj)
Posted by Tooba ::
4:46 AM ::
---------------oOo---------------